People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Yaar Ko Milne Jaana Hai
Singer: Vinod Rathod
Lyricist: Dev Kohli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Hi-Raasta/Yaar-Ko-Milne-Ja
yaar ko milne jana hai
dil ka haal sunna hai
yaar ko milne jana hai
dil ka haal sunna hai
yaar ki soche udke pahunche
chin china chin chin chin chu
chin china chin chin chin chu
chin china chin chin chin chu
chin china chin chin chin chu
yaar ko milne jana hai
dil ka haal sunna hai
yaar ko milne jana hai
dil ka haal sunna hai
yaar ki soche udke pahunche
chin china chin chin chin chu
ha chin china chin chin chin chu
chin china chin chin chin chu
chin china chin chin chin chu

jab wo pass aayenge
sine se lag jayenge
dhadkan badh jayegi
wo bada sharmayenge
jab wo pass aayenge
phir sine se lag jayenge
are dhadkan badh jayegi
wo bada sharmayenge
ha wo bada sharmate hai
chin china chin chin chin chu, chin chin chu
chin china chin chin chin chu, chin chin chu
chin china chin chin chin chu
chin china chin chin chin chu

meri wo diwani hai
mere dil ki rani hai
uska main afsana hu
wo meri kahani hai
meri wo diwani hai hey hey
mere dil ki rani hai
uska main afsana hu
haye wo meri kahani hai
lo kahani sunate hai
chin china chin chin chin chu, chin chin chu
chin china chin chin chin chu, chin chin chu
chin china chin chin chin chu, chin chin chu
chin china chin chin chin chu, are chin chin chu
chin china chin chin chin chu
Tere Mere Pyar Ka Kissa
Lyricist: Kulwant Jani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Hi-Raasta/Tere-Mere-Pyar-K
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de

duniya ki aadat hai jalna jalti hai to jalne de

pyar ke matwalo ka dushman hota hai sansar sada
pyar agar sachcha ho premi milte hai har bar sada

pyar hai duja naam khuda ka pyar dilo me palne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
duniya ki aadat hai jalna jalti hai to jalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de

mai tera gulfam rahu tu meri gulfam rahe
jab tak duniya kayam hai bas tera mera naam rahe

chand to aakhir nikalega suraj ko aag ugalane de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
duniya ki aadat hai jalna jalti hai to jalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
tere mere pyar ka kissa chalta hai to chalne de
Pyar Gazab Ki Cheez Hai
Lyricist: Dev Kohli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Hi-Raasta/Pyar-Ghazab-Ki-C
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye

dil diwana kho jaye ye dil diwana kho jaye
to toba toba ho jaye

dil diwana kho jaye ye
dil diwana kho jaye to toba toba ho jaye

dosto is zindagi ke hai ajab ye silsile
is tarah kis hal me dekho kaise hum tum mile

dil mera kahta hai tumse
dil mera kahta hai tumse dosti ab ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
dil diwana kho jaye ye dil diwana kho jaye
to toba toba ho jaye
pyar gazab ki chiz haijise ho jaye bas ho jaye

pyar ki ek dhun chhupi hai dil ke har ek tar me
saj dil ko chhedkar hum kho gaye hai pyar me

bas maza aa jaye jo
bas maza aa jaye jo mosam mastana ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
dil diwana kho jaye ye
dil diwana kho jaye to toba toba ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
mastiyo me dub jaye kah raha hai ye sama
kal na jane hum kaha honge na jane tum kaha

kon jane kab kaha kon jane kab kaha
koi kis jagah pe kho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
dil diwana kho jaye ye
dil diwana kho jaye to toba toba ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye

dil diwana kho jaye ye
dil diwana kho jaye to toba toba ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
pyar gazab ki chiz hai jise ho jaye bas ho jaye
Meri Seeti Baj Gayi
Lyricist: Gulshan Bawra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Hi-Raasta/Meri-Seeti-Baj-G
pyaar ka nasha aisa chadha aaye haay
pehle kabhi aaye haay
yu na hua, jo hua hai mujhe abhi
jo hua hai mujhe abhi
ke meri siti, meri siti
ke meri siti baj gayi

mujhko sikhaya tune siti bajana
ha ye to hai pyar ka pehla tarana
iske baad bol aur kya hota hai
wahi jo bas majur-e-khuda hota hai
teri in mithi mithi baato ke jaal me
main to fas gayi
ke meri siti, meri siti
ke meri siti baj gayi

pyaar ka nasha aisa chadha aaye haay
pehle kabhi aaye haay
yu na hua, jo hua hai tujhe abhi
jo hua hai tujhe abhi
ke teri siti, teri siti
siti siti baj gayi

chal ek duje ko hum baaho me le lenge
dekh koi aur naya khel nahi khelenge
ho ab to ye chalta rahega jaanejana
pehle mujhe doli me tu aake le jana
ab har din hoga naya naya
hogi har shab nayi nayi
ke teri siti, teri siti
siti siti baj gayi

pyaar ka nasha aisa chadha aaye haay
pehle kabhi aaye haay
yu na hua, jo hua hai mujhe abhi
jo hua hai mujhe abhi
ke meri siti, meri siti
ke meri siti baj gayi
Kaliyon Ke Khilne Ka
Lyricist: Rani Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Hi-Raasta/Kaliyon-Ke-Khiln
dekhiye kaliyon ke
khil jaane ka mausam aa gaya
dekhiye kaliyon ke
khil jaane ka mausam aa gaya
yu samjhiye ab karib
yu samjhiye ab karib
aane ka mausam aa gaya

dekhiye kaliyon ke
khil jaane ka mausam aa gaya
yu samjhiye ab karib
aane ka mausam aa gaya
dekhiye kaliyon ke
khil jaane ka mausam aa gaya

humne kab socha tha yu
takdeer hogi meharba
humne kab socha tha yu
takdeer hogi meharba
bekraari me karaar aane ka mausam aa gaya
yu samjhiye ab karib
aane ka mausam aa gaya
dekhiye kaliyon ke
khil jaane ka mausam aa gaya

shokhiyon me ghul gayi
jab pyaar ki sharm-o-haya
shokhiyon me ghul gayi
jab pyaar ki sharm-o-haya
yun laga, yun laga
rangin gazal gaane ka mausam aa gaya
yu samjhiye ab karib
aane ka mausam aa gaya
dekhiye kaliyon ke
khil jaane ka mausam aa gaya

aapse kuch nur le ke
jhilmilaaye aasma
aapse kuch nur le ke
jhilmilaaye aasma
chaand ke, chaand ke
ghunghat ko sarkaane ka mausam aa gaya
yu samjhiye ab karib
aane ka mausam aa gaya
dekhiye kaliyon ke
khil jaane ka mausam aa gaya
yu samjhiye ab karib
aane ka mausam aa gaya
dekhiye kaliyon ke
khil jaane ka mausam aa gaya
Aankh Mere Yaar Ki Dukhe- Male
Singer: Pankaj Udhas
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Hi-Raasta/Akh-Mere-Yaar-Ki
pyar ke kitne afsane duniya ne sune sunaye

aisa pyar kisine dekha ho to mujhe bataye
ke ankh mere yaar ki dukhe
ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

sara jag pyar kare ho sara jag pyar kare
mere pyar ki bat nirali
ho ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali

yaar ne dil ko kiya hai sadke maine jaan lutayi

mai diwana yaar ka aye dil yaar mera sodayi
ek hath se duniya jane baje nahi tali
ke ankh mere yaar ki dukhe meri aankho me aa gayi lali
sara jag pyar kare mere pyar ki bat nirali

yaar ka darja sabse uncha yaar hai rab se pyara

meri aankh se koi mere pyar ka kare nazara
yaar ke kadmo me hi jannat maine to basa li

Aankh Mere Yaar Ki Dukhi